Posts

Showing posts from August, 2015

ना कोई तुमसे पहले ना कोई तुम्हारे बाद था,

ना कोई तुमसे पहले ना कोई तुम्हारे बाद था, ये दिल गुल्ज़ार तुम्ही से, तुम्ही से आबाद था, वक्त की बगावत थी इश्क के खिलाफ मगर, सब कहते रहे भूल जा उसे और मेरी जुबां पे तुम्हारा नाम था... 

sad shayari,Tumhari Dunya Main Hum jaise Hazar Hon Gay

Tumhari Dunya Main Hum jaise Hazar Hon Gay Magar Hmari Dunya Main Tum Sa Koi Nahi Hai..

friendship shayari, Dosti shayari, Apni nazar se na dekh apni khubsurti ko

Apni nazar se na dekh apni khubsurti ko, Tujhe heera bhi pathar lagega, Log kehte hain tu chand ka tukda hai, Magar tu meri nazar se dekh chand tera tukda lagega..

friendship shayari, karni hai khuda se gujarish

करनी है खुदा से गुजारिश, तेरी दोस्ती के सिवा कोई बंदगी न मिले, हर जनम में मिले दोस्त तेरे जैसा, या फिर कभी जिंदगी न मिले।

love shayari, Mujhko phir wahi suhana nazara mil gaya

Mujhko phir wahi suhana nazara mil gaya, Nazron ko jo deedar tumhara mil gaya, Aur kisi cheez ki tamanna kyun karu, Jab mujhe teri baahon mein sahara mil gaya.

Motivational quotes,Don't take rest after your first victory

Don't take rest after your first victory because if you fail in second,  more lips are waiting to say that your first victory was just luck.                                                                                                       - A P J Abdul Kalam

love shayari,sad shayari,tere liye ye dil kabhi bura chaha nhi

tere liye kabhi is dil ne bura chaha nhi ! ye aur baat thi ki mujhe sabit krna aaya nhi !!

sad shayari,kya dastur banaya upar vale ne

क्या दस्तूर बनाया है उपर वाले ...  खुद जीने के लिए ...  किसी पे मरना पडता है |

yaaden,Kabhi Aansu Kabhi Khusboo Kabhi Nagma Ban Kar

Kabhi Aansu Kabhi Khusboo Kabhi Nagma Ban Kar, Hum Se Har Shaam Mili  Hai Tera Chehra Ban Kar... Chand Nikhla Hai Teri Aanko K Aansu Ki Tarah, Phool Mehkay Hain Teri Zulf ka Saya Ban Kar... Meri Jaagi Hui Raaton Ko Usi Ki Hai Talash, So Raha Hai Meri Aankhon Main Jo Sapna Ban Kar... Dil Kay Kaghaz Par Utarta Hai To Sheron Ki Tarah, Meray Honton Pay Machalta Hai Tu Nagma Ban Kar... Raat Bhi Aaye To Bujhti Nhi Chehre Ki Chamak, Rooh Mein Phail Gaya Hai Wo Ujala Ban Kar... Mera Kya Haal Hai Tere Bina Kabhi Dekh To Le, Jee Raha Hoon Tera Bhoola Hua Vaada Ban Kar... Dhoop Mein Kho Gaya Wo Hath Chura Kar, Ghar Se Jo Saath Chala Tha Mera Saya Ban Kar... Kabhi Aansu Kabhi Khusbhoo Kabhi Nagma Ban Kar, Hum Say Har Shaam Mili Hai Tera Chehra Ban Kar...!

Ek pahchan hajaro Dost bana deti hain

Ek pahchan hajaro Dost bana deti hain, Ek muskaan hajaro gum bhula deti hain Zindagi ke safar me sambhal kar chalna Ek galti hajaro sapne jala kr raakh deti hai

Ishq aur dosti mere do jahan hai

इश्क ओर दोस्ती मेरे दो जहान है ,  इ श्क मेरी रुह , तो दोस्ती मेरा ईमान है , इश्क पर तो फिदा करदु अपनी पुरी जिंदगी पर दोस्ती पर , मेरा इश्क भी कुर्बान है

Dosti mein dooriyan to aati rehti hain

Dosti mein dooriyan to aati rehti hain, Phir bhi dosti dilon ko mila deti hai, Woh dost hi kya jo naraz na ho, Par sachhi dosti doston ko mana leti hai

Wo baat kya karu jiski khabar hi na ho

Wo baat kya karu jiski khabar hi na ho, Wo dua kya karu jisme asar hi na ho. Kaise keh du aap ko lag jaaye meri umar, Kya pata agle pal meri umar hi na ho.